Thursday, December 13, 2012

Sare Jahan Se Accha

Sare Jahan Se Accha Hindostan Hamara

Ham Bulbulain Hai Is Ki, Yeh Gul Sitan Hamara
Sare
Parbat Voh Sab Se Uncha, Hamsaya Asman Ka
Voh Santari Hamara, Voh Pasban Hamara
Sare
Godi Men Khelti Hain Is Ki Hazaron Nadiya
Gulshan Hai Jin Ke Dam Se, Rashkejanan Hamara
Sare
Maz’hab Nahin Sikhata Apas Men Bayr Rakhna
Hindvi Hai Ham, Vatan Hai Hindostan Hamara
Sare

No comments:

Post a Comment

Player